Qurbani ke Masail مسائل قربانی APK 1.0 - Безплатно изтегляне

Изтегляне APK

Последна актуализация: 19 Авг 2022 г.

Информация за приложението

В това приложение ще ви предоставим пълна информация за qurbani ke masail

Име на приложението: Qurbani ke Masail مسائل قربانی

ID на приложението: com.PakApps.QurbaniKeMasail

Рейтинг: 0.0 / 0+

Автор: Pak Appz

Размер на приложението: 33.26 MB

Подробно описание

Курбани Ке Масаил или Ахкам
Qurbani ke masail hum sub ko maloom hone chahiye. dosto jesa ke ap sub jante hain kal ko Pakistan mei Eid ul Adha ka din hai or taqriban har ghar me hi qurbani ki jati to hum sub ko qurbani ke masail or ahkamat ke barey me mukammal ilm hona chahiye. Mai yahan е форум за мен qurbani ke fazail, qurbani ke ahkam или masail ap sub ki khidmat me pesh kar raha hon. Parhiye или qurbaani karte waqt hamesha yaad rakhiye.

КУРБАНИ КА БАЯАН

qurbaani hazrat saiyyiduna ibaraheem عليه السلام ki sunnat hai jo is ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi صلى الله تعالى عليه وسلم ko qurbaani karne ka hukm diya gaya Irshad farmaya

AHAADEES E KAREEMA



(1) ummul mumineen hazrat aaishah siddiaqa رضى الله تعالى عنها se riwayat hai keh huzur e aqdas صلى الله تعالى عليه وسلم ne irshad farmaya keh yaumunnahar (daswen zilhijjah) men ibn e aadam ka koi amal khuda ke nazdeek khoon bahane ( qurbaani karne) se ziyadah piyaara nahin aur oh jaanwar qiyaamat ke din apne sing aur baal aur khuron ke saath aayega aur qurbaani ka khoon zmeen par girne se qabl khuda ke nazdeek maqaam e qubool men pahunch jaata hai lihaza is ko khush dili se karo

(Абу Дауд / тирмизи / ибн е мааджа)



(2) hazrat imam hasan bin ali رضى الله تعالى عنهما se riwayat hai keh huzur صلى الله تعالى عليه وسلم ne farmaya jis ne khushi se taalib e sawab ho kar qurbaani ki oh aatish e jaahannam se hoja

(тибрани)

MASAAIL E FIQHIYYAH

QURBAANI KI TA’REEF

Makhsoos janwar ko makhsoos din men baniyyat e taqarrub zabah karna qurbani hai

(Бахар е шариат)

QURBAANI KI QISMEN

qurbaani ki kayi qismen hain

(1) Gani aur faqeer dono par wajib hai is ki soorat ye hai keh qurbani ki mannat maani ye kaha keh allah ke liye mujh par bakri ya gaaye ki qurbaani karna hai ya is bakri ya gaaye ki qurbani karna hai

(Бахар е шариат)

(2) faqeer par wajib ho gani par wajib na ho is ki soorat ye hai keh faqeer ne qurbaani ke liye janwar khareeda us par us jaanwar ki qurbaani wajib hai aur agar gani khareedta to is khareedne se qurbaani us par wajib na hoti

(Бахар е шариат)

(3) gani par wajib ho faqeer par wajib na ho is ki soorat ye hai keh qurbaani ka wujoob na khareedne se ho na mannat maanne se balkeh khuda ne jo use zindah rakha hai us ke shukurya men aur hazrat ibraahim عليه السلام ki sunnat ki ihya men jo Qurbaani wajib hai oh sirf gani par hai

(Бахар е шариат)

MASLAH ::: musafir pe Qurbaani wajib nahin agar musafir ne Qurbaani ki tataww’u (nafl) hai

(Бахар е шариат)

MASLAH ::: faqeer ne agar na mannat maani ho na Qurbaani ki niyyat se Jaanwar khareeda ho to uska Qurbaani karna bhi tataww’u (nafl) hai

(Бахар е шариат)

MASLAH ::: bakri ka maalik tha aur uski Qurbaani ki niyyat kar li ya khareedne ke waqt Qurbaani ki niyyat na thi ba’d men niyyat kar li to is niyyat se Qurbaani wajib nahin hogi

(Бахар е шариат)

QURBAANI KE WAJIB HONE KE SHARAAIT

(1) ИСЛЯМ

yani gair мюсюлман пе Qurbaani wajjb nahin

(2) IQAAMAT

yani muqeem hona musaafir par wajib nahin

(3) ТАВАНГАРИ

yani maalik nisaab hona yahan maaldaari se murad wahi hai jis se sadqa e fitr wajib hota hai oh murad nahin jis se zakat wajib hoti hai

(Nisab ki tafseel nisab ke bayan men mulahaza farmayen)

(4) ХЮРИЙАТ

yani aazad hona jo aazad na ho us pe Qurbaani wajib nahin keh gulam ke paas maal hi nahin lihaza ibadat e maaliya us pe wajib nahin

(Бахар е шариат)

FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI

ТАШИ

Приложението Qurbani Prayer има пълна процедура на Qurbani от Корана и хадисите
- Qurbani k janwar ki kharaidari
- Курбани ки масаил
- Takbeer ka tareeqa
- Всичко за курбани
- Курбани ки зарорат

Кой трябва да предложи Курбани?
- Всеки мюсюлманин трябва да изпълнява Курбани. Единствените специални случаи са следните:
- Тези, които не притежават 52,5 тола сребро или еквивалента на богатството
- Тези с лошо психическо състояние.
- Тези, които пътуват и са на повече от Шар’и разстояние от дома (приблизително 40-45 километра)
- Които все още не са достигнали и преминали пубертета
Изтегляне APK

Екранна снимка на приложението

Подобни