Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain

Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain APK 1.9 - Darmowe pobieranie

Pobierz APK

Ostatnia aktualizacja: 25 Sty 2024

Informacje o aplikacji

Pobierz Nabi Ki Sunnat Ki Kitab w urdu i podziel się ze swoimi przyjaciółmi

Nazwa aplikacji: Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain

Identyfikator aplikacji: com.appsvolt.sunetnbi

Ocena: 4.4 / 95+

Autor: AppsTouch

Rozmiar aplikacji: 9.33 MB

Szczegółowy opis

Seerat un nabi książka Pyare nabi (saw) ki pyari sunnatain napisane przez shaikh ul araba wa ajam hazrat maulana shah hakeem muhammad akhtar saheb (ra) darmowe pobieranie lub przeczytaj online islamski urdu pdf copybook. Ta książka zawiera piękną książkę Urdu Islami Pyare Nabi (PBUH) Ki Pyari Sunnatain, Sunnat jest sposobem na życie zalecane jako normatywne dla muzułmanów na podstawie nauki i praktyk islamskiego Proroka Muhammada (Saw) i interpretacji Koranu. Ta książka opisuje Sunnę i Dua, aby żyć dobrym życiem i pełną akcję w dobry sposób, w tym Sunna do jedzenia, picia, kąpieli, oraz o Masjid, domu i toalecie, krótko mówiąc, obejmuje wszystkie aspekty życia. Można także znaleźć książki Urdu Sirat Seerat un nabi w urdu autorstwa Allama Shibli Nomani i Atlas Seerat-un-Nabi (PBUH) autorstwa dr Shauqi Abu Khalil o wiele więcej w tym pliku. W większości sunnatów proroka Muhammadu nie będzie na nim w większości ekspertów życia.

Pyare Nabi widział książkę Ki Pyari Sunnaten autorstwa Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib. Ta książka zawiera kolekcje sunny związane z życiem naszego Świętego Proroka Sallallahu alaihi Wasallam w codziennej rutynie w języku urdu

Islamska książka w urdu „Pyaray Nabi ki Pyari Sunnatein napisane przez Maulana Hakeem Muhammad Akhtar Sahib” jest teraz dostępna na stronie Urduguest w dokumencie PDF wysokiej jakości do badania naszych odwiedzających.

Naqsh e Qadam Nabi Ke Hain Jannat Ke Raaste,
Allah se miliate hain sunnat ke raaste

Hadees Mai Hai Ke Nabi (Sallallahu alaihi Wasallam) ne irshad farmaya:
Jis shakhs ne meri sunnat ki hifazat ki (dil o jaan se isko mazboot pakda aur ispar amal kiya) do Allaha ta'ala 4 baaton se iska ikraam karega.

1) Nek logo ke dilo me isski mohabbat payta karega.
2) Fajir Aur Badkar Logo Ke Dilo Me Haibat Daal Dega.
3) rizq me wus'at aur barkat ataa karega.
4) Deen Me Pukhtagi Naseeb Farmayega.

(Sharah Sharatul Islam: Strona: 8, Syed Ali Zadah)

Wazu aur Miswak ki sunnatain

Jub Zarurat se farig hon do Wazu Karna Chahiye Aur Jub Wazu Karen do Sunnaton Ka Lihaz Rakhen, Hamara Wazu Hamare Rasool Sallaallahu Alaihi Wasallam ki Pyari Sunnaton K Sath Ada Hojaye. Kis Qadar Khush Nasibi ki baat hai.

********* {Miswak} **********

Quran Majeed ki tilawat k waqt, Muh me badbo k ehsas k waqt, Neend se bedar hote waqt, aur wazu karte waqt in tamam Mawaqe pr Miswak krte huwe Aadmi apne Muh ko saaf bhi rakh skta hai aur apne Rub ko razi bhi kr skta hai , Aur bisiyoon martaba isi sunnat per amalkrte huwe ajr-o-sawab ka zahira bhi kr SKTA hai, huzoor sallaallahu alaihi wisallam ne irshad farmaaya: „Miswak Muh Ki Pakizgi Ka Zariya aur rub Khushnudi ka sabab”.

Shara'it e Namaz

Shara'it e Namaz 7 Hain:
1) Badan Ka Paak Hona.
2) Kapde Ka Paak Hona.
3) Jagah Ka Paak Hona.
4) Satar (naaf se ghutne tak ka hisse) ka chupana.
5) Namaz ka waqt hona.
6) Qiblah ki Taraf Munh Karna.
7) Niyyat Karna.

Namaz ke fara'iz

Namaz ke fara'iz 6 Hain:
1) Takbir e Tahrima Yani „Allahu Akbar” Kehna.
2) Qiyaam Yani Khada hona.
3) Qira'at Yani Qur'an Ki 3 Choti aayaat ya 1 Badi aayat ka pa parhna.
4) Ruku'a Karna.
5) Dono Sajde Karna.
6) Qa'ada e akhirah me tash'hud ki miqdar baithna.

W tej aplikacji omówiono następujące tematy:

- Wajibaat e namaz
- Namaz K 14 Wajibaat Hain.
- Namaz Ki 51 Sunnatein
- Qiyaam me 11 Sunnate Hain.
- Qira'at Ki 7 Sunnate Hain.
- Ruku'a Ki 8 Sunnate.
- sajde ki 12 sunnate
- Qaidah Ki 13 Sunnate.
- guftagu ki sunnatain
- Timardari (iyadat) ki sunnatain
- Cheenk Laine Ki Sunnatain
- Khane se Pehle aur baad ki sunnatain
- Pani peene ki sunnatain
- Jumah k din ki sunnatain
- Hadees
- Aamale Juma
- Jumma Ki Sunnate
- Sone se Pehle aur baad ki sunnatain
- Majlis se Uthte waqt ki sunnatain
-tilawat-quran k 2 ahem aadab
-tilawat-e-quran ki sunnatain
- Kapde pahnne ki sunnatain
- kisi k ghar me jate waqt ki sunnatain
- Mehman Nawazi ki sunnatain
- Khane se Pehle aur baad ki sunnatain
Pobierz APK

Zrzut ekranu aplikacji

Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain Pyare Nabi(PBUH) ki Sunnatain

Podobne