Jumma Ki Khasoosiyat APK 2.3.8 - Gratis download

Downloaden APK

Laatst bijgewerkt: 3 Mei 2021

App-info

Jumma Ki Khasoosiyat Book is voor die toespraken in de moskee om hulp te krijgen

App-naam: Jumma Ki Khasoosiyat

Applicatie-ID: com.libraryone.jumakikhasoos.jummakikhasoosiyat

Beoordeling: 0.0 / 0+

Auteur: Zahra University (Online)

App-grootte: 40.60 MB

Gedetailleerde beschrijving

Dit boek is speciaal voor degenen die als imam in moskeeën dienen, zodat ze hulp kunnen krijgen met betrekking tot Jumu'ah en ze gemakkelijk de kenmerken van Jumu'ah kunnen uitleggen.
In dit boek kun je leren over de etiquette van vrijdag, de sunnah van vrijdag en de deugden van vrijdag.
In dit boek leer je wat de voordelen zijn en ontvang je genade van Allah als beloning wanneer iemand op tijd komt en de laatste keer.
Wat is de uitspraak op vrijdag volgens de Koran en de Soennah?
Vrijdag is de koning van alle dagen en het heeft veel deugden۔

Al Koran:
O gij die gelooft! Wanneer de oproep tot gebed wordt verkondigd op vrijdag (de dag van de samenkomst, yawm al-Jumu'ah), haast u dan ernstig naar de gedachtenis van Allah en laat de zaken (en het verkeer) achterwege: dat is het beste voor u als u het maar wist!
En wanneer het gebed is geëindigd, moge u zich dan door het land verspreiden en de milddadigheid van Allah zoeken en de lofprijzingen van Allah vaak (en zonder aarzeling) vieren, opdat u voorspoedig zult zijn.
— Koran, soera 62 (Al-Jumua), āyāt 9-10

JUMA, BAHTAREN DIN(DAG) :
Bahtareen din, jis par suraj nikal(rise) kar chamke, juma ka din hai, isi din hz adam (as) paida hue, isi din jannat me daakhil kiye gaye, isi din jannat se (zameen par) utaare gayehi aur qayamat jumah ke din qayam hogi”
(moslim, aljuma, baab youmul juma 854)

JUMA KI FARZIYAT:
Irsaad bari taala hai:
aiy iman walon! Jab jumah ke din namaz(jumma) ke liye azaan di jaaye to allah ke zikr(khutba aur namaz) ki taraf daudo aur (us waqt) kaarobaar chhod do, agar tum samjho to yah tumhare haq hai bahut ”
(soera juma)

Hazrat Abu Jaad Jamri R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-”jo shakhs susti ki wajah se 3 jumah chhod den aan allah taala uske dil par muhar laga deta hai”
(abu dawood abwabul juma 1052, tirmizi 499,)

aap(sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” log jumah chhodne se baaz aa jaayen warna allah taala unke dilon par muhar laga dega phir We ghaafil ho jaayenge”
(moslim al juma 865)

Hazrat Ibne Masud R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne un logon ke gharon ko jo (susti ki wajah se) jumah se peeche rah jaate hain, jala dene ka iraada kiya”
(moslim, al masjidon 652)

Malum huwa ki juma ka chhodna bahut bada gunah hai, is par kadi warning hai, isliye har musalman par juma padhna farz hai, isme bilkul bhi susti nahi karni hahiye, jab khateeb mimber par chade, aur azaan saa ho jaayo hain

JUMA KE MASAIL :
1- Aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-”jiska allah aur aakhirat par imaan hai us par juma farz hai, mareez, musaafir, na-baaligh ladka aur ghulaam juma ki farziyat se bahar hain (agar len warahen to padh ki namaz ada karen)
(abu dawood abwabul juma 1067, imam nawawi ne sahih kaha hai)

2- aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jo shakhs juma ke din khoob acchi tarah nahaaye aur paidal (masjid me) jaaye, imam ke nazdeek Hokar dil lagakar khutba sune aur koi bekaar harek baat na kare to usko harek saal ke roze aur uski raaton ke qayaam ka sawaab hoga”
(tirmizi, al juma 495, abu dawood taharat 345, ibne habban 559, haakim 1/281-282)

Hazrat Salman Farsi Radiallahu Anhu se riwayat hai ki, aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:- jo shakhs juma ke din nahaaye aur jis qadar paaki ho sake kare, ( muchen katraaye, naakun katayeaal, zekaate baal door kare etc) phir tail (olie) ya apne ghar se khusbu lagaaye aur (juma ke liye) masjid ko jaaye, (wahan) do aadmiyon ke beech raasta na banaaye (balki jahan jagah mile baith jaaye) phir apneki , phir dauraan e khutba khaamosh rahe to uske pichle juma se lekar is jumah tak ke gunah maaf kar diye jaate hain”
(bukhari al juma 883.910)
Downloaden APK

App-screenshot

Vergelijkbaar